Pages

shayri

RAMADAN MUBARAk

Raat ko naya chand mubarak,
Chand ko chandni mubarak,
Falak ko sitare mubarak.
Sitaroon ko bulandi mubarak.
Aur aap ko hamari taraf se,
“RAMADAN MUBARAK”
Ramadan ka chand daikha,
Rozay ki dua mangi,
Roshan sitara daikha,
Aap ki khairiat ki dua mangi,
May Almight Allah bless you with his
blessing in the holy month of Ramadan
The month of Ramadan,
in which the QURAN was revealed,
a guidance for mankind & clear proofs
criterion(between right & wrong).
So whoever of you is present during
this month should observe its fast.
As the cresent moon is sighted
And the holy month of Ramadan blessings
May Allah bless you with happiness

andgrace your home with warmth & peace
YA ALLAH Ramadan Mubarak Ke Ibtida Hai
Hamay Ziada Se Ziada Nekian Kamanay
Or buraiyon Se Dur
Hone Ki toufeeq Ata Farmaye
Ameen
Gul Ne Gulshan Se Gul Faam Bheja Hai,
Sitaroon Ne Asmaan Se Salam Bheja Hai,
Mubarak Ho Aapko Ramadan Ka Mahina,
Ye Paigham Hamnain Sirf Apko Bheja Hai
Welcome Ramadan
Walk humbly
Talk politely
Dress neatly
Treat kindly
Pray attentively
Donate generously
May ALLAH bless & protect you
As the cresent moon is sighted
And the holy month of Ramadan beings
May Allah bless you with happiness
and grace your home with warmth & peace !
Ramadan Mubarak
Ke Ibtida Hai
Hamay Ziada Se Ziada
Nekian Kamanay
Or buraiyon Se Dur
Hone Ki toufeeq Ata Farmaye

Ameen

__________________________________________________________________________
Rishton ki ye duniye hai niraali,
Sab riston se pyaari hai DOSTI tumhaari.
Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree,
Agar aa jaaye muskaan hot pe tumahari..
 
Lehar aati hai, kinare se palat jati hai,
yaad aati hai, dil mein simat jati hai,
dono mein farakh sirf itna hai,
lehar bewaqt aati hai, aur yaad har waqt aati hai..

DOSTI ka pehala pegam aapke naam,
Zindagi ki akhari sham aapke naam.
Iss safar main humsafar hain hum dono,
Is dosti ko nibhana hain aapka kaam...
_____________________________________________________________________

woh apni uljaein

“kabi jo hum nahi hon gay…
kaho kis ko batao gay…
wo apni uljanein sari..
wo becheini main doobe pal….
wo aankhon main chupe aansu…
kise phir tum dikhao gay…
kabi jo hum nahi hon gay…
boht bechan hon gay…
boht tanha reh jao gay…
abi b tum nahi samjhay…
humari ankahi batain…
mgr jab yaad aayein gay…
boht tum ko rulayein gay…
boht chaho gay phir b…
hamay na doond pao gay…!!


______________________________________________


Bari Dil Nashen Hay Yeh Adat Tumhari

Mili Har Qadam Per Rafaqat Tumhari
Kahan Hum Kahan Yeh Inayat Tumhari
Humay Chahiya Bus Ta’aluq Tumhara
Muhabbat Milay Yah Adawat Tumhari
Kisi Say Bhe Milna Usay Jeet Laina
Bari Dil Nashen Hay Yeh Adat Tumhari
Na Dekha Jahan Main Koi Aur Tum Sa
Bari Munfarid hay Tabiyat Tumhari
Humhay Zindagi Kay Kaen Rastoon Par
Hamesha Rahay Ge Zaroorat Tumhari
_________________________________________________________________________
DOSTI

"DOSTI mosam nahi, keh

apni muddat pori karay orr

rukhsat ho jay,

DOSTI sawan nahi, keh

toot kar barsay or

tham jae,

DOSTI aag nahi, keh

sulgy bharkey or

bujh jae,

DOSTI aftab nahi, keh

chamkey or

doob jae,

DOSTI phool nahi, keh

khiley or

phir murjha jae,

DOSTI to saans hai jo chaley to sab kuch

toot jae to kuch bhi nahi........ ...

____________________________________________________________________


Dosti Shayari 

Dosti achchi ho toh rang laati hai,
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai,
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai,
Par agar dosti apne jaisi ho….
…. Toh itihaas banaati hai !


Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,
Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari,
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari !

Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa,
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !

Zindagi nahin humein doston se pyaari,
Doston pe haazir hai jaan hamaari,
Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya,
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari !

Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhe badnaam na hone denge !
Dosti toh sirf ek ittefaaq hai,
Yeh toh dilon ki mulaakaat hai,
Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai,
Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat hai

___________________________________________________ 
                                           

Aisa Kabhi Na Kerna,,,, 

Tum Routh Jao Mujhse
Aisa Kabhi Na Kerna

Main
Ek Nazar Ko Tarsoon
Aisa Kabhi Na Kerna

Main Pooch Pooch
Haroon
So So Sawal Kar K

Tum Kuch Jawab Na Do
Aisa Kabhi Na
Kerna

Mujhse Hi Mil K Hansna
Mujhse Hi Mil K Rona

Mujhse
Bicher K Jee Lo
Aisa Kabhi Na Kerna

Tum Chand Ban K Rehna
Main
Dekhta Rahoon Ga

Kisi Roz Tum Na Niklo
Aisa Kabhi Na Kerna

Tum
Chalay Jao Jab Bhi
Tu Dekhoon Tumhara Rasta

Tum Loat K Na Aao
Aisa
Kabhi Na Karna
________________________________________________________________

Mujhay eK BaaT Kehni Thi....


Mujhay eK BaaT Kehni Thi

TumHain iTna BaTaaNa tHa
Ke Meri Zindagi Ho Tum
Tumhain Hi Sochta Hon Main

Buhat Masrof Rehta Hon
Buhat Say Kaam Hain Mujh Ko
Magar Tum Say Nahin Ghafil
Tumhain Hi Sochta Hon Main

Buhat Say Log MiLtay Thay
Magar JaB SaY Tumhain Dekha
Na Janay kYa Hua Mujh Ko
Tumhain Hi Soochta Hoon Main

Mujhay Auroon Say kYa Lena
Mera Logoon Say kYa Rishta
Meri Dunya Ho Tum Hi Tum
Tumhain Hi Soochta Hoon Main

Nigahoon Main Basi Ho Tum
Khayaloon Main Samai Ho
Sukoon-E-DiL Ho Tum Mera
Tumhian Hi Soochta Hoon Main



Buhat Mushkil Hai Ye Jeena
Tumharay Bin Mera Rehna
Kay Meri Saans Main Ho Tum
Tumhain Hi Sochta Hon Main

Kabhi Tanhai Main Betho
aGar Tanhai Main Tum Ho
Tou iTna Yaad Kar Lena
Tumhain Hi Soochta Hoon Main
_________________________________________________________________________

No comments:

Post a Comment

Link

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...